top of page
  • hashtagkalakar

Ae Hawa

By Malik Shabanam Qayoom


Hawa chali h gungunati

Mehak ye iski mujhe bulati

Zarid patun ko dere se hilati

Kaash ye dalti shamu ko rukati

Door huve Jo unko bulati

Thum k ik pal mujhe sehlati




Deakh k tujh ko ruh rehjati

Intizaar mein tere aenkhein behjati

Gar tujhe kabi fursat miljati

Deakh k tujhko sabir alvida hoojati

Deakh na mujh ko meri halat kya hoojati

Kaash ye dalti shamu ko rukati

Hava chali h gungunati

Mehak ye iski mujhe bulati



By Malik Shabanam Qayoom




14 views0 comments

Recent Posts

See All

By Abhishek Tyagi शोहरत कमाने से पहले हर खोटी आदत गवानी पड़ती है ख़ुशी के चंद लम्हों की भी यहाँ कीमत चुकानी पड़ती है यूँही मिलती नहीं हैं बूंदों की फुहार जमीन को खैरात में गर्मी में तप कर बादलों से बरसात

By Malik Shabnam Qayoom Soonp Di mein ne tujko in panu ki sehrayi Ja doob le deakh aapne soonch ki gehrayi Gila na krna mujh se agar teri zubaan lehrayi Quread Quread kr likhi h har mood ki gumrahi Tu

bottom of page