top of page
  • hashtagkalakar

Ae Be-Khabar

By Malik Shabanam Qayoom





Tujhe pata kya mein ne kin lamhun ko sawara h

Tujhe khabar kya mein ne kin zarun ko nikhara h

Tujhe too aapne sabar ka aapni be-rukhi ka khoob ilim h

Mein ne too har pal tere saye ko deakh kar guzara h

Wafa ka chood jafa ka chood mujhe too aapni hi nazrun se gila h

Bekhabar tujhe pata kya mera dil tujh se kya deakh deakh k mila h



By Malik Shabanam Qayoom




3 views0 comments

Recent Posts

See All

By Abhishek Tyagi शोहरत कमाने से पहले हर खोटी आदत गवानी पड़ती है ख़ुशी के चंद लम्हों की भी यहाँ कीमत चुकानी पड़ती है यूँही मिलती नहीं हैं बूंदों की फुहार जमीन को खैरात में गर्मी में तप कर बादलों से बरसात

By Malik Shabnam Qayoom Soonp Di mein ne tujko in panu ki sehrayi Ja doob le deakh aapne soonch ki gehrayi Gila na krna mujh se agar teri zubaan lehrayi Quread Quread kr likhi h har mood ki gumrahi Tu

bottom of page