Yeh Bahana Banane Ki Bhi Kyaa Adah Hoti Hai.
By Dhyey Soni
Yeh bahana banane ki bhi kyaa adah hoti hai,
kabhi kuch saasein,
kabhi koi raat,
toh kabhi poora ka poora saawan ruth jaata hai,
ab toh ek zamana guzaar chuka,
kabhi laut kar aao wapis yahan,
saath milkar ek aur bahana dhundh lete hai,
phir se bichadne ka.
By Dhyey Soni

Comments