Woh Bacche
top of page

Woh Bacche

Updated: Sep 20, 2022

By Garima Jandwani


Woh bacche hi toh hain, Jo khel hi khel mein kuch khoj lete

Banane jaate hain, magar tod dete

Kabhi dahadey maar hasste hain, toh kabhi zoro se rote



Wohi kaam karte hain, jis kaam ke liye inhe rokte

Jo chale inke dimag mein, wo ye hi jante

Aise hi kitabon se hat kar, sharaton se seekh lete

Inhi sabhi harkarton mein na jane kab bade hote.


By Garima Jandwani




1 view0 comments

Recent Posts

See All

Irony

By Prashil Karapurkar The sailor was full of life, Llife to the fullest was his aim Llittle did he know Destiny had planned against him, a dirty game The tsunami swept all that he had He was left perp

Penumbra

By Aniket Patil One night when the lights went high, we met as a lumber. But I haven't  realized that this serendipity will fuse me with my penumbra. By Aniket Patil

Kyu Mila Tu Mujhe

By Bhuvi Vishwakarma Kehne ko jee karta nahi, Kahe jo wo hota nahi, Kyu mila tu mujhe, Dil kahi lagta nahi, Kai aaye, Kai gaye, Hum yahi reh gaye, Kehne ki soche, Par bol kabhi na paye, Likhke hi sirf

bottom of page