Waqt Ki Dastan
- Hashtag Kalakar
- Dec 10, 2025
- 1 min read
By Komal Agrawal
Tumhen paane ki tamanna toh har kisi ki hai unmen se ham bhi hai
bejod rishte kabhi yah waqt ne jode
marham bhi hai
izhaar to yah Dil chahta hai par waqt se zara sehemta hai
Jo baat dil mein saath hamen chal rahe hain beete waqt se aaj woh bhi dar rahe hain
ek duje se yah kya chhupa rahe hain
aakhir izhaar se yeh kab tak bhag sakte hain
By Komal Agrawal

Comments