top of page

Waqt Aur Tu

By Piyush Mohandas Kharade


Waade they kuch nibhane ke

Jasbaat they kuch dil ke kone mai

Bita hai waqt aaj sirf aise hi

Shayad yeh paal haseen tha tere saath hi


Waqt mai waqt ki gustaki hi sahi,

Baatoon mai teri yaad hi sahi,

Aankhon se deedar ho bass us roz aakhri,

Jeene ko teri woh muskaan hi sahi.


Tuti hui hasti se aaj milna hua, Pucha haal kaisa hai,

Gire huee jism ka libaz shant hi tha, rooh toh jaa chuki thi bachaa bass wawt tha,

Khamoshi ne muskura kar kaha, tu bata, ab kaisa hai.


Phir socha, har khatma ek shuruaat hi toh hota hai,

Har dard ke baad sukoon bhi toh milta hai,

Jo chala gaya, usne jeene ka matlab sikha gaya,

Ab har subah ke saath, naya main khud ko paata gaya.


By Piyush Mohandas Kharade


 
 
 

Recent Posts

See All
हर जगह विज्ञापन

राहुल को पहले कभी यह महसूस नहीं हुआ था कि वह किसी बाज़ार में नहीं, बल्कि बाज़ार उसके अंदर रहता है। सुबह उठते ही उसकी आँखें मोबाइल स्क्रीन पर जातीं, और स्क्रीन खुलते ही रंग-बिरंगे ऑफ़र, “लिमिटेड टाइम स

 
 
 
Breathing in the Unknown

Uncertainty is the only promise life never breaks. From the moment we are born, we are thrown into a world that refuses to explain itself. We are taught to plan, to prepare, to dream, to calculate. Ye

 
 
 

3 Comments

Rated 0 out of 5 stars.
No ratings yet

Add a rating
Savan Jadhav
Savan Jadhav
Dec 20, 2025
Rated 5 out of 5 stars.

This poem feels like a soft ache — the kind that doesn’t scream but stays with you long after reading. There’s a quiet maturity in the way you talk about love, loss, and time. Lines like “Aankhon se deedar ho bass us roz aakhri” and “Khamoshi ne muskura kar kaha” are especially beautiful; they show how deeply you feel without over-explaining.

Like

Dj Wani
Dj Wani
Dec 19, 2025
Rated 5 out of 5 stars.

Jaha khamoshi baat karti hai—woh sabse powerful laga mujhe.

Amazing work Piyush.

Like

krishna kokate
krishna kokate
Dec 18, 2025
Rated 5 out of 5 stars.

Jo mehsoos hota hai, wahi likha gaya hai...deeeep 👏

Like
bottom of page