- hashtagkalakar
Unkeha dard
By Vishal Siwach
Ek Dard Un Keha
Ma marna ku h baat ni kar sakte kya
Kya hum papa ko samjha ni sakte kya
Ma kya bite gi oro pe jo hum marne ja rahe hai
Koi hume yaad karke roye ga ni kya??
Ma-
Baat kari maine par koi sunta ni
Tumhare papa ne nikala ghr se to unhe bhi koi chinta ni
U shok nahi h beta mujhe bhi marne ka
Lakin humari koi baat sunta bhi to ni
Ab beta kahi rasta nazar ni aa reha
Ab to h bas bhagwan humara unke siwa mujhe to apna koi dikhai ni de reha
Chalo chalte h ek eisi duniya me jeha koi sunne wala to hoga
Sab honge bas ye humpe atyachaar ni hoga๐ฅบ
By Vishal Siwach