Udaan
- Hashtag Kalakar
- Mar 23, 2023
- 1 min read
By Aditi Pareek
In bandhishon ke aage tere liye aasman abhi baaki hai,
Is aasmaan ki taraf teri ek chalang abhi baaki hai,
Tu laga chalang aur faila apne pankh,
In pankho se teri udaan abhi baaki hai
By Aditi Pareek

Comments