Tassavur
By Zara
Kahi din gaye kahi raatein dhali,
tere tassavur may toh din bhi raat aur raatein din lagi…
kya may tujhse kahu mere dil ka haal,
tu samjhta bhi toh nahi…
kya may wazahat karu tera hi tassavur tujhse,
kay yehi tassavur mere jeene ki wajah hai.
By Zara

Comments