Shayar
- Hashtag Kalakar
- Dec 11, 2025
- 1 min read
By Aysha Bilquees
Mai jiska hath tham lu uska muqaam ho jaega
Mai shayar hu, vo mera Kalam ho jaega
Teri khawahish hai mujhe , zarurat nahi
Ye na samjhna ke tere bina mera kam tamam ho jaega
By Aysha Bilquees

Comments