Embracing Love: Sahara - A Poetic Ode By Yash S Jain
top of page

Sahara

By Yash S Jain


Teri teeki aakhon par aa rukha he yeh dil😍

Yeh bheege hoton par aa rukha he yeh dil💋

Mulayam baahon par aa rukha he yeh dil💝

Teri Meethi awazon par aa rukha he yeh dil💕

Yeh ek tarfa wala pyaar bhi manzoor he hume koi shikhayat nahi qki💯

Teri issi adaaon par aa rukha he yeh dil🙈


Har khwaab tera pura karu...khwaabo se milaa toh sahi 💭 

Har waadon ko pura karu...waado ko haatho me milaa toh sahi👫

Teri rooh ki bhi me parchai ban jau 💝

Tujhme apne aap ko pura karu bas Seene se kaske lagake rooh se mila toh sahi🙈❤️



Tu mohabbat he meri sanam tu yeh jaan le♥️

Tu khushiya he meri sanam tu yeh jaan le♥️

Hum ek naa hue toh kya huaa milenge zaror kisi manzil pe...magar

Tu hi akhri manzil he meri sanam tu yeh jaan le♥️


Aur kya kahoon jaaan...l

Ab, 

Tu meri saason ka sahara ban gaya he💯

Tu meri aawazon ka sahara ban gaya he💕

Rangon se tune bhara he mera jahan aur🌈

Tu meri naseebo ka sahara ban gaya❤️

Tu hi mera sahara ban gaya he❤️

Tu hi mera aakhri kinara ban gaya he❤️

Yeh mohabbat ko zinda rakhne ke liye❤️

Tu hi mera aakhri sahara ban gaya he❤️


By Yash S Jain




6 views2 comments

Recent Posts

See All

Ishq

By Hemant Kumar koi chingari thi us nazar me , ham nazar se nazar mila baithe faqat dil hi nahi , daman o dar jala baithe ta umr jala (hu) fir jalte jalte khaakh hua muhabbat raakh na hui me hi raakh

जब भी तेरी याद आएगी

By Divyani Singh जब भी तेरी याद या आएगी ना चाहते हुए भी... तेरे साथ न होने की कमी हमें रुआंसा कर जाएगी हंसते हुए होठों पर उदासी को लाएगी खुशी से सुर्ख आंखों में भी तेरी याद की प्यारी नामी दे जाएगी । ज

Maa

By Divyani Singh Zindagi ek khubsurat kissa hain .. Bin maa k adhura hissa hain... Maa jo pyaar sae Sula dey maa jo pyaar sae utha dey ...gam bhi agar kuch hain to maa ka sath ..khushi mein bhi kuch h

bottom of page