Raabta
Updated: Jul 17, 2025
By Fauzia Siddiqui
Raabta hain ek aisa jo rooh tak jaye
Ojhal na hone de koi bhi khayaal apka haye
Chaahat aisi hogi, kab socha tha maine?
Kashmakash mein dil hai, yeh ehsaas hain tumhara ya khumaari bhara
khwaab
Yakeen nahi hota, kahin tumse mohabbat toh nahi hai humein
By Fauzia Siddiqui

Comments