Meri Dost
Updated: Jul 18, 2025
By Syed Akram
mai hamesha milne ki baath karta hu phone pai
mai hamesha milne ki baath karta hu phone pai
par use kon samjaye mai sirf usi ko hi milna chahata hu
wo hamesha busy rehati hai aur mai hamesha uski yaad mai rahata hu
na usne ek baar bhi milne ki koshish ki aur na mai thaka use puchneme
ek din mile hum dono par theisra dost saath tha
na mere aankho mai usne pyaar dekha aur na mujhe jatana aya
aur ek din use pyaar hogaya ek ajnaabi se
aur ek din use pyaar hogaya ek ajnaabi se
mera pyaar aankho mai aansu ban kar jama horaha tha
aur mere mohabbat ek tarfa pyaar mai jama hogayi tha
By Syed Akram

Comments