Maqsat
Updated: Jul 7, 2025
By Samarth Anand
Kuch maqsat zaroor hoga
Mera duniya me aane ka
Warna muft me to insaan hasta bhi nahi hai
Main to khudpe hi rota aur hasta hu
Kya karu zindagi hi aisi ho gayi hai
Chahe jitni bhi koshish karlo
Ye haath se fisal hi jaati hai
Zindagi to sab jeete hain
Magar khush kaun hai
Ye koi nahi jaanta
Main to bas zinda isliye hu
Kyunki main hu
Us Uparwale Rab ko maanta.
By Samarth Anand

Comments