Manzil Paana Tera Haq Hai
- Hashtag Kalakar
- Dec 11, 2025
- 1 min read
By Riya Khurana
Haar kar sahi par jeetegi,
Ruk kar sahi par daudegi,
Kho kar sahi par paegi,
Gir kar sahi par uthegi,
Ro kar sahi par hasegi,
Manzil paana tera haq hai,
Der sahi par paegi
By Riya Khurana

Comments