Kismat
- Hashtag Kalakar
- Dec 10, 2025
- 1 min read
By Komal Agrawal
Tu kya bala hai
Kya aada hai
Tujhe dekha toh jaana
Ishq se kyu yeh zaman khaffa hai
Par hum bhi thehere iss zamane ke aam musafir
Jise yeh sitam bhi pyaar hai
Ishq bhi jaana hai
Aur anjaane mein heh sahi
par yeh musafir taqdeer ka maara hai
By Komal Agrawal

Comments