Khayal
By Shaik Asrar
Zahen main itney khayal Asrar kyun aatey hain?
Mere apne he mujhse bezaar kyun aatey hain!
Raob vo rutbe k liye zaruri hai paise ki chamak…
Ab samjha log kamaney k liye us paar kyun jaate Hain
Ek joda bhi dila na saka maa ko apni….
Yeh har saal itney tehwaar kyun aatey hain ?.
By Shaik Asrar

Comments