By Akash Katiyar
Barish ki boondo se!
Foolo ko khilana hai!
Is roothi hui kismat ko,
Phir se manana hai!
Sooraj ki kirdo se
Sab ko jalana hai
Is tapte hue jeevan ki
Aag ye dikhana hai
Foolo ki khusbo se
Dilo ko mahkana hai
Is nafrat bhari duniya ko,
Kushi se apnana hai!
Aasman ke shikhar se!
Aelan ye karana hai!
Is chamkte hue sitare ko,
Manjil tak pahuchna hai!
Hava ke jookhe se !
Sabko udana hai!
In kato bhari raho ko,
Foolo se sajana hai!
Samudra ke pani se!
Namak ko mitana hai!
Is gyan ke dariya ka ,
Swaad sabko chkhana hai!
Pedo ki chhaav se!
Thand ko badana hai!
Is chamat kari se pattiyo ko,
Rogi bankar dikhana hai!
By Akash Katiyar
Comments