Hari Tum Man Me Samao Re!
- Hashtag Kalakar
- Oct 6
- 1 min read
By Sindhu Manoj
Hari tum manme samao re..
Shri Hari tum man me samao re
Sab dukh harta , man ko rijhao re..
Hari tum man me samao re..
Balakrishn tum, apni Maya se
Jaise maiyya ko sataye re..
Murali bajakar , raas rachaakar
Jaise Radha ko manaya re Shri
Hari tum..
Main jal raha hun jis mein bandho..
Jaanun hai ik maaya Sindhu
Mujhko moksh ka Amrit
Pilao re..
Dhuli tere charnon ka
mujhe bana do re
Hari tum...
By Sindhu Manoj

Comments