Ek Tarfa Mobabbat
By Mahvesh Junaidi
Tere bichad jane ka gham raat din manata raha,
khud ko beparwah banata raha…
meri mohabbat ki daleel deta raha,
tumse bepanah mohabbat karta raha,
teri mohabbat may tere liye duayein maangta raha,
yeh bhi kya ajeeb ittefaq hai kay mohabbat bas may hi karta raha
By Mahvesh Junaidi

Comments