Ek Latt Lagi Thi Kal.
top of page

Ek Latt Lagi Thi Kal.

By Dhyey Soni



Ek latt lagi thi kal,

woh latt jo,

kisi ke liye sharab, kisi ka paani,

kisi ki yaadein, toh kisi ki kaahani,

yeh ajeeb sa nasha bhi iss kadar hua tha,

ladhkhadaaya, sharmaaya, phisal gaya tha,

aur ab meri fursat ko ehsaas ki,

tumse milna bhi to kal hi hua tha.


By Dhyey Soni



1 view0 comments

Recent Posts

See All

Ishq

By Hemant Kumar koi chingari thi us nazar me , ham nazar se nazar mila baithe faqat dil hi nahi , daman o dar jala baithe ta umr jala (hu) fir jalte jalte khaakh hua muhabbat raakh na hui me hi raakh

जब भी तेरी याद आएगी

By Divyani Singh जब भी तेरी याद या आएगी ना चाहते हुए भी... तेरे साथ न होने की कमी हमें रुआंसा कर जाएगी हंसते हुए होठों पर उदासी को लाएगी खुशी से सुर्ख आंखों में भी तेरी याद की प्यारी नामी दे जाएगी । ज

Maa

By Divyani Singh Zindagi ek khubsurat kissa hain .. Bin maa k adhura hissa hain... Maa jo pyaar sae Sula dey maa jo pyaar sae utha dey ...gam bhi agar kuch hain to maa ka sath ..khushi mein bhi kuch h

bottom of page