- hashtagkalakar
Bheed mein tanha!
By Mukesh N Reddy
Socha na tha ki kabhi ayega aisa manzar bhi,
jab Bheed mein bhi yeh dil tanha hoga.
Suna tha ki musafir ka koi ashiyana nahin hota par pata na tha ki uska saaya bhi uske saath na hoga.
By Mukesh N Reddy