Bharam
- Hashtag Kalakar
- Aug 8, 2025
- 1 min read
By Shaik Asrar
Hathyaar chupa kar haath mein qalam rakha…
Badi hunar-mandi se tumne Mera bharam rakha…..
Acha toh yehi hota ki khud he maar deti tum !
Yeh kis saazish ka hissa hai jo hum par ab tak rahem rakha.
By Shaik Asrar

Comments