Badan Par Aakhri Baar Mohobbat Kab Odhi Thi.
top of page

Badan Par Aakhri Baar Mohobbat Kab Odhi Thi.

By Dhyey Soni


Badan par aakhri baar mohobbat kab odhi thi,

yaad nahin,

aankhon mein aankhein daal baatein jab hui thi,

baaton hi baaton mein poori raat kab hui thi,

yaad nahin,

yun dur reh kar iss mohobbat ka dhal jaana,



yeh to koi baat nahin,

jisme tum naa ho,

aaisa koi din nahin,

aaisi koi yaad nahin,

aaisi bujhti hui mere paas koi shaam nahin.


By Dhyey Soni



0 views0 comments

Recent Posts

See All

Ishq

By Hemant Kumar koi chingari thi us nazar me , ham nazar se nazar mila baithe faqat dil hi nahi , daman o dar jala baithe ta umr jala (hu) fir jalte jalte khaakh hua muhabbat raakh na hui me hi raakh

जब भी तेरी याद आएगी

By Divyani Singh जब भी तेरी याद या आएगी ना चाहते हुए भी... तेरे साथ न होने की कमी हमें रुआंसा कर जाएगी हंसते हुए होठों पर उदासी को लाएगी खुशी से सुर्ख आंखों में भी तेरी याद की प्यारी नामी दे जाएगी । ज

Maa

By Divyani Singh Zindagi ek khubsurat kissa hain .. Bin maa k adhura hissa hain... Maa jo pyaar sae Sula dey maa jo pyaar sae utha dey ...gam bhi agar kuch hain to maa ka sath ..khushi mein bhi kuch h

bottom of page