Ayena
By Shaik Asrar
Sajti hai jab wo tere saamney zulfo ko baandh kar…
Kyun toot ta nahi hai tu aye ayeney bayaan kar !
Itna tera waqar itna hai tujh main dumm ??
Girti nahi kya bijliya unko nihaar kar
Hum jo dekhte bhi hai gar ungliyaa unki…
Khadmo main rakh dete hain kaleja nikal kar.
By Shaik Asrar

Comments