Ae dil itna khudgarz na baan
By Ubaid
Ae dil itna khudgarz na baan.
Tera nahi to kya hua kisi aur ka sahi
Koi aur bhi hai khada Tu unsa na baan
Ae dil itna khudgarz na baan..
Haan tu bhi hai insaan
Tera bhi hai kuch chahat
Un chahaton ko bhula
Kisika humraz tu baan..
Umeed wafa ye tere liye nahin
Phir tu kyun hai itna bechain! ?
Mile khada jab koi hara hara
Usse tu aage bada, phir hanste hanste
Chal tu, Tera hi to hai ye jahan..
Nazar tu jhuka ankh na mila
Rafu kar apna pairahan.
Ae dil itna khudgarz na baan..
By Ubaid

Comments