Aarzoo
By Mahvesh Junaidi
Kyu dil sab jaante huye bhi teri aarzoo karta hai,
Kyu yeh har roz teri tammanna karta hai…
Yeh ek aisi kashma kash kay na tum jaano na may,
Par aisi justujoo jaha muddat say hamdono ko milnay ki aarzoo hai.
By Mahvesh Junaidi

Comments