Aao Kuch Baat Karta Hain.
By Gunjan Narula
Aao, kuch baat karta hain,
Jo dil mein hai, woh saaf karta hai.
Khomoshi kab tak raaj karegyi?
Aankho ki zubaan bhi toh kuch keh gayi.
Lemhe jo beete, woh yaad karte hai?
Aane wale kal pe bhi fariyaad karte hai.
Zindagi ka safar hai chalta rahega
Saath baith ka thoda der, waqt ko thama lete hai.
Hansi-mazak, ye gehre raaz.
Har baat mein ek alag andaz.
Kya khoya, kya paaya, hisaab karta hai.
Chalo ,aaj phir sa mulaqaat karta hai.
Aao, Kuch baat karta hai...
By Gunjan Narula

Comments