2023
- Hashtag Kalakar
- Jun 13, 2024
- 1 min read
Updated: Oct 4, 2024
By Pratiksha Vijayji Lodha
Yaad rakhna aanewala saal tumhara hona chahiye.
Ye saal jab shuru hua tha tabh khudse kuch vaade kiye tha,
kuch pure kiye aur kuch ko saal ke dusre din hie bhul gayaye.
Toh anewale saal-
Jo man chhaiye vho karlena,
Sukhoon kisi aur mai nhi khud mai dhundh lena,
Zindagi aur rishto ki kimat samajna,
Aur har pal ko khushiyon se jee lena.
Sapne sajana aur karna mehnat,
Uchhaiyeo tak pohchna,
Manzil ko chukar.
Yaad rakhna aanewala saal tumhara hona chahiye.
By Pratiksha Vijayji Lodha

Comments