By Mir
Woh raat hi kuch aisi thi jab pehli baar kiya tha usne Izhar,
Woh pehli baar uska ankhon se takrana
Pyaar se haath ko pakadna
Aur rookar galle lagana,
Pehli baar huwa tha humko pyaar
Woh baath baath pe humein dekh kar muskurana,
Ankhon mein ankhe dalke ankhon se batein karna
Woh chup hi rehti thi ankhon se sab kehdeti thi,
Kabhi baton ke mohtaj na huwa ankhon se baath hojati thi.
Phir mein sochta hoon ki woh kaunsi galti mujhse hogayi ki bina baath kiye humse zindagi bhar ke liye Ruth gayi.
By Mir