Uski Har अदा Ek Ghar Kar Jaati Hai.
By Venus Pateriya
Uski wo तेज़ नज़र dil ko tar kar jaati hai, Wo to saamne se yu गुजर jaati hai,
Ki ye निगाहें wahi reh jaati hai,
Uski har अदा ek ghar kar jaati hai. अदब to yu hai ki kuch गजब kar jaati hai, Un hotho se in hotho par jaise मुस्कान chal ke aati hai, Uski har अदा ek ghar kar jaati hai.
मासूमियत is kadar hai ki aahat bhi छूने se dar jaati hai,
Chehre ka noor dekh kar मायूसी bhi bhatak jaati hai,
Uski har अदा ek ghar kar jaati hai
Uska महज़ nazar utha kar dekh dena
ek उमंग bhar jaati hai, Aur jo dedaar na ho
to jaise saam ढल nahi paati hai hai, Uski har अदा ek ghar kar
Chalna,hansna,mudna,muskurana,
Ye"सिर्फ" hog tumhare liye, नजर k is paar toh lagta hai ki har baar kuch alag kar jaati hai, Uski har अदा ek ghar kar jaati hai. Saam ko uska दीदार se
wo din ke खालीपन mai rang bhar jaati, Jaaye to achha नहीं lagta
peeche ek कमी si reh jaati hai,
Uski har अदा ek ghar kar jaati hai.
By Venus Pateriya

Comments