Thehar Jaana!
- hashtagkalakar
- May 13, 2023
- 1 min read
By Chaitali Ganediwala
Alfaaz rok nahin payenge tumhe!
Aankhen jaane nahin dengi tumhe!!
Lafzon ki ek na sunana tum!
Nigaahon ki hi baat maana tum!!
Thehar jaana tum
Thehar jaana tum
Thehar jaana tum
By Chaitali Ganediwala