Savere
By Kartik Gupta
मंजिल मिल गयी है तुम को, अपनी मंजिल की राह पे हम भी हैं मंजिलों से आगे कारवां और भी हैं की थी जो शुरुआत तुम ने, अंजाम की तलाश में हम भी हैं इस कहानी से आगे किस्से और भी हैं थोड़े तन्हा तुम हो, थोड़ी तन्हाई के नशे में हम भी हैं तन्हाईओं से आगे मुलाकातें और भी हैं नींद ना आई तुम को, जागे हुए से हम भी हैं सपनों से आगे सवेरे और भी हैं
[English script]
Manzil mil gayi hai tum ko, apni manzil ki raah pe hum bhi hain
Manzilon se aage kaarwan aur bhi hain
Ki thi jo shuruaat tum ne, anjaam ki talaash me hum bhi hain
Is kahani se aage kisse aur bhi hain
Thode tanha tum ho, thodi tanhaayi ke nashe me hum bhi hain
Tanhaayion se aage mulaqaatein aur bhi hain
Neend na aayi tum ko, jaage hue se hum bhi hain
Sapno se aage sawere aur bhi hain
By Kartik Gupta

Comments