Rameez Raza Rayeen
By Parvaze Ahmad Khan
doodh ki tarah iska jabeen
aise dilka hai RameezRayeen
batoon mein iske hain maza namkeen
aise batein karta hai Rameez Rayeen
padai mein na hai muj jaisa sangheen
aise padai karta hai Rameez Rayeen
kya lagtaa apko kis ka shoqeen
paisa kharachta khoob Rameez Rayeen
ladkiyon mein rehta hai bada rangheen
ladkiyon ka chaheta ladka Rameez Rayeen
na mein Na aap bus Shama,Faraha & Samreen
aisay doost rakhta hai Rameez Raza Rayeen
sara class se hai bahut shireen (polite)
chidta bus Parvaze se Rameez Rayeen.
By Parvaze Ahmad Khan

Comments