Poems Dedicated To Mentors
Updated: Dec 1, 2022
By Akhilesh Telkar
1)
Manjil Abhi Door Nahi...šāāļø
Rastha Abhi khatin Nahi...š¤øāāļø
Hath se hath joduke chalo...š§āš¤āš§šš«
Kyuki jab Passionpreneur ke sath ho,
Koyi kam abhi Muskil Nahi....š¦š£š„
2)
Tamanna tha dil me kuch kar dikaneka ka
Pyas badi thi age badane ka,
Kabhi Jimmedari ne roka,
kabhi log ne toka, Ab nahi rukuga me kyuki ,
zindagi me nahi mila tha aisa , bar bar muka (PP)
Jindagi tu Kaisa Karvate badaltha hai,
Kabi Narmi Kabi Garmi,
3)
Jindagi tu Kaisa Karvarte badaltha hai,
Kabi Kushi Kabi Gum,
Kash Kuch aisa hota,
sab kuch asan hota,
Vo bhi meri, ye bhi meri,
Kash kuch aisa hota,
sab kuch meri mutti me hota,
Are, Pagale- Sab kuch itana assan hota tho,
Maja value ka thoda atha?
By Akhilesh Telkar

Comments