Phir Teri Ek कमी Si Chu Jaana
By Venus Pateriya
Subha subha khud ko nayi उम्मीद ke saath जगाना, Raaton ko tere baare सोच kar muskurana Phir teri ek कमी si chu jaana Yu he din ko aage बढाना, Ghar se निकलते aise lagna
jaise ki tere पास ho jaana, Phir teri ek कमी si chu jaana.
Tujhe soch kar यूँ ही baith jaana, किताबें uthana to un mai teri यादें mil jaana, Phir teri ek कमी si chu jaana.
khate waqt teri wo baat yaad aana ki "jaldi wapas aa jaana" khane mai teri pasand yaad aa jaana phir teri ek kami si chu jaana Baithe baithe ek dam se पलट jaana, Phir tera na hona याद aa jaana, Phir teri ek कमी si chu jaana. Doston ke beech "oye sun" bol kar चुप ho jaana, Kya hua... unka yu he पूछते reh jaana, Phir teri ek कमी si chu jaana. ghar wapas aa kar yu he tere call ka intezaar karte hue baith jaana par jab der raat tak tera call na aana to na jaane kab so jaana ek bar phir teri kami si chu jaana
By Venus Pateriya

Comments