Papa Mummy
By Dr. Sristi Agarwal
Pariyo ke jaisa paala hai,
Har haal mein sambhaala hai,
Mushkilon ka saamna karne ke,
Kaabil bana daala hai,
Gum ki aandhi hila in sakti,
Koi chattan mita hi sakti,
Itna mazboot kar daala hai,
Gir kar uthna sikhaya hai,
Toot kar judna sikhaya hai,
Aap ne hi mujhe iss kabil banaya hai.
By Dr. Sristi Agarwal

Comments