Mehsoos
By Yash Piplani
Akela mehsoos kiya khud ko bahot arse baad
Dobara pade woh khat jo likhe the tumne ek baar
Fir hass pada main us lamhe ko yaad karke
Jab thama tha tumne sardi ki raat main mera haath
Akele mehsoos kiya khud ko bahot arse baad
Khushboo abhi bhi zinda hai us khat main
Ek wahi to keemati cheez baaki hai ab mere paas
Akela mehsoos kiya khud ko bahot arse baad
By Yash Piplani

Comments