Mehnat
By Akshay Kumar
“LaaKH duayeein mangi ; Par rang mehnat ka Laakho me,
Hazaar kitaabe bhar daali, par rang siyahi ka nah unme,
Hazaaro khu_waab dekhee hai; par nah jaane kaunsa rang bharuu
kinn me,
Ek jahaaz ban baitha hu,
Lehro ke sang beh_taa hu,
muqadar liye chala tha,
Lakeero ka fakir ban baitha hu,
Daan mile hazaaro me,
Par nah jaane kaunsa daana phele khau UN_ME,
Rang mehnat ke hazaaro hai,
Par nah jaane kaunsa rang mehnat ka khill uthe UN_ME,
Dua me muqadar manga tha,
PAR MILA MUQADAR MEHNAT ME,
Laakh duayee maangi; par rang mehnaat ka Laakho me”
By Akshay Kumar

Comments