Mahayagya
By Zen Bodhisattva
Saam / Daam / Dund / Bhed ka Chanakya Ek
Hot Vidyuta ki Naad Se Satark megh
Kaam / Krod / Lobh / Moh se Anarth ek
Daya, Kshama, Shaanti se Sukhee Jeevan pratyek
Kan Kan naad iti Prarambh MAHAYAGYA II 1 II
Jaise Surya sauryamala ka hai roudra rup
Tej punja va anant ka bhi hai swaroop
Nisarga tarkasangati Virudhha ka prakop
Manushya , paani, vruksha, Jiv srushti ka Pramod
Akhand jeevsrushti taarna hi ek dhrma
Pavitra chitta man shanti satya shuddha karma
Akhand prerna ka strot hai manushya marm
Nirartha Purva dhaarna vichaar Tark sharan
Kan Kan naad iti Prarambh MAHAYAGYA II 2 II
By Zen Bodhisattva

Comments