"Kya Hi Batau.."
Updated: Jul 21, 2025
By Prerna Dhiman
Abh toh mujhe esa lagta hai ki mujhme kuch toh khasiyat hi hogi Ki mere saath koi tikta nahi
Akelapan hi itna bhaane laga
Ki bheed mai bhi mujhko koi dikhta nahi
Kya hi batau...
Logo ko apna bnakar kya dekhliya, unhone mujhko meri itni yaaddilayi Ki aaj bhi kabhi kabar aaine mai khudko dekhne ki himmat si hi uthti nahi
By Prerna Dhiman




Comments