Kya Haal Hai?
By Sameer Kirplani
Abh Kya btaun,
kya samjaun tumhe,
Kaise btaun thak gya mai,
ruth ke abh toot gya mai.
Pareshaniyon se pareshan hun
roz aise jeeke mar gya mai.
Ye sabh soch kar
sabh dhyan mei rakh kar.
Akhir mai yehi bolta,
sabh theek, aap btao.
By Sameer Kirplani

Comments