Ki Khul Kar Jiya Karo In Lamho Ko
By Piyush Singh
Ki khul kar jiya Karo in lamho ko ,
Ye lamhe laut kar na aayenge .
Beshak aaj hum saath h ,
Par kalko zarur bichad jayenge.
Kuch galatiyaan tumne ki kuch humne ki,
Chalo pichla sab maaf karein.
Ki kyu na firse baith kar hum ,
Pehle jesi baat karein.
By Piyush Singh

Comments