Khwahisain To Hai Lekin Na Jaane Kyu Jatana Nahi
By Venus Pateriya
khwahisain to hai lekin na jaane kyu jatana nahi Meri कामयाबी kitni bhi choti ho inki खुसी ka thikaana nahi, Aur khud ki कितनी भी badi kaamyaabi ho kisi ko bataana nahi, ख्वाहिशे to hai lekin na jaane kyu जताना nahi. Mere peche khade हमेशा kehte hai
ki kabhi ruk jaana nahi,
Aur khud ko jiase थाम sa liya hai
wo kabhi dikhana nahi, ख़्वाहिशें to hai lekin na jaane kyu जताना nahi.
Mujhe se kehte hain ki
kabhi kisi दर्द ko mujh se छुपाना nahi, Aur ख़द kitni bhi badi तकलीफ़ ho
wo kabhi bhi bataana nahi, ख़्वाहिशें to hai lekin na jaane kyu जताना nahi. aaye mujhe bazzar mai kuch pasand to use liye bina ghar aana nahi aur khud ki pasand ko kabhi zikr mai tak laana nahi khwahisain to hai lekin na jaane kyu jatana nahi mujh se kehte hai ki beta bahar dhoop bahut hai bahar aana nahi aur khud ki dhhoop mai jhulsi twacha kabhi dikhana nahi khwahisain to hai lekin na jaane kyu jatana nahi
By Venus Pateriya

Comments