Khuda Se Pyaar
Updated: Sep 2, 2025
By Rohan Mondal
Karna hain toh pyaar pehle khuda se jakar karo,
Woh khubsurati pane keliye mayajaal se lado.
Jism wale pyaar toh jaanwar bhi karte hain,
Insaan to wohi hain jo khuda ke pyaar main marte hain.
By Rohan Mondal

Comments