Heartbreak
Updated: Sep 16, 2025
By Tanya Dhillon
Koi ishq na karna Mai us gali ho aaya Jo tum log abhi karte ho chochle Babu sohna
Ye mai bahot pehle kar aaya
Maine sab kuch lutaya hai ishq me Par ishq bhi kamal ki chij hai
Badle me sabak diya Ki aao ge humare paas haste
2-4 din lagegi
tumhare wali hatke Baad mai karu ga eisa haal
Na ro sako ge aur na rahe pao ge haste Koi ishq na karna Mai us gali ho aaya
By Tanya Dhillon

Comments