Hai Nahi Tha
By Gumnaam
Ek h wo chehra dikha mujhe
Bheed me khada wo
mujhe bulara tha
Ek muddat se terta jara tu ayi jaise bas ek tu h kinaara tha
Nahi nahi muje nahi ab kehna gawara tu mera sahaara tha
Sookhe gulaab jo beech h kitaab ke yaad dilaate mai tera deewana tha
Aate jaate muje dikhe wo kaal
Diya jawaab tera har ek sawaal
Shaam ki tarha tu dhalti bas jaari
Mai chaand akela bas saath h malaal
By Gumnaam

Comments