By Naman Kumar
Thand ke mausam
Ki teri green sweater
Dil mera loota tha
Jisa tuna pehenker
Uski bheni bheni khusboo
Abhi tak yaad hai
Tab se ab tak
Tu meri dua har fariyaad hai
Attention meri Paane ko
Chocolate khilayi thi jab wo
Andar hi andar
Kush itna gya tha ho
Ki deya tha Maine ro
Ijhar jab kiya
Tera na sa
Usi pal gya sun ma Ho
Chali gayi door mujhse
Mudkar na dekha ek pal ko
Phir bhi yaad hai tu aur teri green sweater
Abhi bhi mujh ko
Thand ka mausum ki teri green sweater
Dil mera loota tha jise tuna pehenkar
Samay hua zehen ma uska design
Baki sab faint lage
Uska rang ka nasha
Chada jaise old fine wine
High sabko rate lage
Tu bahut sajti thi usme
Alag krti thi wo tujhpa shine
tasveer abhi bhi dil ma basi in my true love shrine
Thand ke mausam ki teri green sweater
Dil mera loota tha jissa
Tuna pehenkar
Nazre pane ko tarse
Har jagah dikha par hai tu ab mera sirf vehapar
Kareeb tu kisi aur ka tha
number already uska tera phone ma tha
Meri nazro sa hoti nervous uska sareaam flirt karna tera comfort zone ma tha
shareef dikhna tera dhong 4 log mai tha
Asani sa dil tera kale kot wale ko bikna
Meri saadi shirt pa nazar ka teri na tikna
Saed yhi rab ka likhna
Meri kismat ki dor ma tha
Thand ke mausam ki teri green sweater dil mera loota tha jise tu na pehenkar
Tu lgi thi khaas
Abhi bhi man par
Chapi teri do aankhe aur bolne ka andaz
Dheema dheema
Tera chalna
Ladko ki nazro ka phir tujh pa gadna
Bhada di unma tujhe pana ki pyaas
Aur
Ghata di mera dil ma
Tumhe apna banane ki Aas
Saant ho gya mera sare
hasta dekha gadi ma
Jab tujhe uska saath
utha tere liye jo jazzbaat
Mai to na pehna paya tujhe rani ka taaj
Par wo jo tuna paya
Boli gi ik din maine kya hi paya
Mujhe thukrane ka baad
Mujhe na mauka ik baat karne ka da paya
Itna kyu kathor dil apna tuna banaya
Samay dekhay ga tune kya khoya
Yaad aayegi meri aankhe raat ko band hogi jab teri sona ka baad
Thand ke mausam ki teri green sweater dil mera loota tha jise tu na pehenkar
Tera hotho sa lafzo ka nikal kar
kano mai meethi dhun ban kar bajna
Sadgi ka gehna
Zewar sa zada tujhma sajna
Aisi baate karna
tujhse milkar shayar mera banna
Aam nhi mohabbat ka inaam kiya hai rab na mera naam
Japu uska naam
Subah shaam
Na mera aur koi kaam
Ab rab banaya
Mujhe is jha mai
Kamyaab
Baatay hogi charo aur meri mai hi mai hoga
Sabke dilo mein subah shaam
Thand ke mausam
Ki teri green sweater
Dil mera loota tha
Jisa tuna phaenker
Uski bheni bheni khusboo
Abhi tak yaad hai
Tab sa ab tak
Tu meri dua har fariyaad hai
By Naman Kumar
Comments