Ektarfa Hai, Mujhe Pata Hai Use Nahi
By Venus Pateriya
ektarfa hai, mujhe pata hai use nahi Dil mai hai बहुत kuch
Par us se kuch कहना nahi, एकतरफा hai, mujhe pata hai use नहीं. Aaj wo khush hai वज़ह pata nahi Uski khushi mere लबों pe hansi, एकतरफा hai, mujhe pata hai use नहीं. ye kuch khaas sa hai ehsaas iski koi wajah nahi ektarfa hai, mujhe pata hai use nahi वो dekh le to hadbadi si, aur na dekhe to aaj उसने dekha nahi,
एकतरफा hai, mujhe pata hai use nahi.
aankhe uski kuch kehti si hai par matlab pata nahi ektarfa hai, mujhe pata hai use nahi Aadha hai par "पूरा आधा" hai
Kyuki us se koi चाहत nahi, एकतरफा hai, mujhe pata hai उसे nahi. wo khush hai ....toh mai to hu hi sahi kuch to hai par koi baandh nahi ektarfa hai, mujhe pata hai use nahi उसे batana hai par satana नहीं bas ise liye कुछ jatana nahi एकतरफा hai, mujhe pata hai use nahi Sayad wo jaanti hai mera ध्यान hai wahi wo ek pal ko मुङती bhi hai par kuch kehti nahi एकतरफा hai ? mujhe to lagta hai ....uska pata नहीं.
By Venus Pateriya

Comments