Ek Raat Chaand Bina
- Hashtag Kalakar
- May 11, 2023
- 1 min read
By Deepika Tandon
Jis Raat tu Falak pe nahi aata,
Mujhe ghar se nikalne ko koi nahi manata
Na mukammal mai ho saka
Na mukammal tu hua Kabhi
Fir bhi Guroor barkaraar hai Tera
Ya shayad Sitaaro ke beech
Khalti na ho humari Kami
By Deepika Tandon

Comments